Assalam Alaikum
1- kia nange(bare) ho ker wazoo kr sakte hain?
2- Ager koi banda 365 din hi safer me rahe to kia wo namazein qaser pare ga or roze kab rakhe ga?
1. Gee bilkul app wudhu kar skty hain bare ho kar agar app akelay hon. Kiunkay wudhu tootnay ki chand aik conditions hain uss k ilawa gee, app wudhu kar skty hain bare ho kar.
2. App agar saal k 365 days safar mein hai to zaroor koi stop bhi ata hoga. App par FARZ hai safar ki namazein parhna jiss k liye Allah ki taraf say aik to asaani hai k namaz ko short kar diya gya hai k sirf farz hi parhny hain. Dosra yeh, k app namazon ko mila kar parh skty hain. Jaisay safar par Janay say pehlay app agar zuhar ka time ho rha hai to 2 rakaat zuhar k aur saath hi 2 rakaat asar ki parh lein. Agar app zuhar k time say bhi pehlay safar par nikal rhy hain, to app jaisay hi koi stop aye to zuhar aur asar akhati parh lein ya app maghrib aur esha bhi saath parh skty hain.
NUMBER OF RAKATS WHILE TRAVELLING:
Fajr – 2 Fardh
Zuhr – 2 Fardh
Asr – 2 Fardh
Maghrib – 3 Fardh
Isha – 2 Fardh
Jahan tak baat hai Ramadan k rozay ki, to woh wajib hain aur safar ki wajah say app nay agar skip kiye hain to poray saal mein kabhi bhi app who rozay qaza kar skty hain. Jaisay k Surah Baqarah mein hai:
So whoever is present this month, let them fast. But whoever is ill or on a journey, then ˹let them fast˺ an equal number of days ˹after Ramaḍân˺.
— Surah Al Baqarah: 185
2 thoughts on “Ask Mufti Abdul Rehman Abid”
Assalam Alaikum
1- kia nange(bare) ho ker wazoo kr sakte hain?
2- Ager koi banda 365 din hi safer me rahe to kia wo namazein qaser pare ga or roze kab rakhe ga?
Walikum Asslam